Friday 12 September 2014

Sad Romantic Shayari Hindi Sad Shayari For Love Hindi In English Wallpapers on Life PIcs Images Photos

Sad Romantic Shayari Biography

source(google.com.pk)

Bhul jana use jo tumhe bhula de,
Mat dekhna use jo tumhe Rula de,
par kabhi na hona dur uss shaksh se,
jo apni aanke bhigo kar bhi tumhe hasaa de…

Kyun Kahte Ho Ki Kuch Behtaar Nahi Hota
Sach To Ye Hai…!!
Jaisa Chaho Waisa Nahi Hota.
Koi Tumhara Sath Na De To Gum Na Kar….
Khud Se Bada Duniya Main Koi Humsafar Nahi Hota…!!

Is Shaam Ne Deelayi Hai Yaad Kisi Khaas Ki,
Jisko Paane Ki Mujhe Aas Thi,
Woh Toh Na Mili Per Unka Ehsaas Saath Hai,
Yaadon Mein Hi Sahi Per Woh Aaj Bhi Mere Paas Hai…

Zindagi Me Jo Hum
Chahte Hai Wo Aasani Se Nahi Milta.!
LEKIN Zindgi Ka Sach Ye Hai Ki..
Hum Bhi Wohi Chahte Hai, Jo Aasan Nahi Hota…

Ishq Wahi Hai Jo Ho Ektarfa,
Izhaar e Ishq To Khwahish Ban Jaati Hai,
Hai Agar Ishq To Aankho Mein Dekho ,
Zuban Kholne Se Ye Numaish Ban Jaati Hai..

Bahut kuch bolo par kuch na batao,
Khud na rootho kabhi par sabko manaao,
Raaz hai ye zindgi ka bas jeete chale jao..

Aapka rishta mere suron ka saaz hai,
Aap jaise apno par hamein naaz hai,
Chahe kuch bhi ho jaaye zindagi mein,
Ye rishta kal bhi waisa rahega jaisa aaj hai..

Parchaee Aapki Humare Dil Me Hai,
Yaade Aapki Humari Aankhon Me Hai.
Kaise Bhulaye Hum Aapko,
Pyar Aapka Humari Saanson Me Hai…

Rulana har kisi ko ata hai
Hasana kisi kisi ko ata hai
Rula ke jo mana le wo sacha yaar hai
Aur jo rula ke khud bhi ansu bahaye
Woh apka sacha pyar hai…

Hasane ke baad kyu rulati hai duniya,
Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
Zindgi me kya koi kasar baaki thi,
Jo mar jaane ke baad bhi jalati hai duniya…

Ae dost zindagi bhar mujhse dosti nibhaana,
dil ki koi bhi baat humse kabhi na chupaana,
sath chalna mere tum dukh sukh mein
bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta dikhlaana…

Mohabbat har Insan ko ajmati hai,
Kisi se ruth jati hai kisi pe muskurati hai,
Mohabat khel hi aisa hai,
Kisi ka kuch nahi jata aur kisi ki jaan hi chali jati hai…

Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota,
Koi Kisi K Bina Adhora Nahi Hota.
Jo Chand Roshan Karta Hai Rat Bhar Sab Ko,
Har Raat Woh Bhi To Poora Nahi Hota…..

Kaash koi khushiyon ki dukaan hoti
Aur mujhe uski pehchaan hoti
Khareed leta har khushi aapke liye
Chahe uski keemat meri jaan bhi hoti..!
Hindi shairi is a rich tradition of poetry and has many different forms which were basically originated from Arabic and borrowing much from the Persian language, it is today an important part of the cultures of Pakistan and India. Like other languages, the history of Urdu poetry shares origins and influences with other linguistic traditions within the Urdu-Hindi-Hindustani mix. Literary figures as far back as Amir Khusro and Kabir inspired later Urdu poets, and served as intellectual and linguistic sources. 

Meer, Dard, Ghalib, Anis, Dabeer, Iqbal, Zauq, Josh, Jigar, Faiz, Firaq and Faraz are among the greatest poets of Urdu. The tradition is centered in the subcontinent. Following the Partition of India in 1947, it found major poets and scholars residing primarily in modern Pakistan. Mushairas (or poetic expositions) are today held in metropolitan areas worldwide.

This is often a mere collection of names with a line or two of information about each poet, followed by specimen of his composition. On the other hand it may be the history of Urdu poetry with copious illustrative extracts. The best tazkiras give biographical details, but fail in literary criticism, and we get little idea of style or poetical power, still less of contents of poems. 

Even the large anthologies do not systematically review an author's work. Most of them have the names in alphabetical order, but one or two prefer historical order. The majority quote only lyrics, and the quotations, usually chosen at random, do not illustrate poetry.

woh manzil yahaan nahin milegi
jise tujhe talash hai
woh manzar yahaan nahin dikhega
jo tere dil ke aas paas hai
milti nahin hai mujhe yahaan koi bhi hal
mujhko yahaan se le chal
aaj ye dil keheta hai, tu ab laut chal

Jaha yad na aye wo tanhai kis kam ki,
Bigde rishte na bane to khudai kis kam ki,
Beshak apni manzil tk jana h,
Par jaha se apne na dikhe wo uchai kis kaam ki…

Khusbo’n Ki Tarha Meri Har Saans Mein
Pyar Apna Basane Ka Waada Karo
Rang Jitne Tumhari Mohabbat Ke Hai
Mere Dil Mein Sajane Ka Waada Karo

Hai Tumhari Wafaon Pe Mujhko Yaqeen
Phir Bhi Dil Chata Hai Mere Dil Nasheen
Yunhi Meri Tasalli Ki Khatir Zara
Mujhko Apna Banane Ka Waada Karo

Jab Mohabbat Ka Iqrar Karte Ho Tum
Dharkano Mein Naya Rang Bharte Ho Tum
Barha Kar Chuke Ho Magar Aaj Phir
Mujhko Apna Banane Ka Waada Karo

Sirf Lafzon Se Iqraar Hota Nahin
Ik Janib Se Hi Pyar Hota Hai
Mai Tumhe Yaad Rakhne Ki Khaun Kasam
Tum Mujhko Na Bhulne Ka Waada Karo…

Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye

Jo bani ho Mere lye
Jis ke lye mai Jee raha hoon
Jo kahe Hum saath hain Tere
Jise dekhne k liye Tarap raha hoon
Ek aisa hi Dildaar chahiye
Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye

Aane se jis ke Phool bhi Sharma jaye
Chalne se jis ke Hawa bhi Tham jaye
Ho har Waqt rahe saath mai Mere
Chahe saari Duniya Mujh se Rooth jaye
Aisa hi kisi ka Aitbaar chahiye
Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye

Jis ki ek Hansi k liye
Mar jane ko Dil kare
Jo kehde ek baar to
Phir Jeene ko Dil kare
Aisa hi Ek Humsafar chahiye
Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye

Ek baar mili thi Mujhe woh
Par pata nahi kaha kho gayi
Ab agar mil jaye toh
use kahi jane na doon
Wohi khoya Yaar chahiye
Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye..

No comments:

Post a Comment