Thursday 11 September 2014

Sad Shayari Hindi Me Hindi Sad Shayari For Love Hindi In English Wallpapers on Life PIcs Images Photos

Sad Shayari Hindi Me Biography

source(google,com.pk)

Saath agar doge muskrayenge zarur,
Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
Raah me kitne kante q na ho ,
Awaz agar dil se doge to aayenge zarur…

Kuch AC Subah Or Sham Miley,
Har Dil Me Aarti Or Azaan Miley,
Na Koi Hindu Or Na Hi Musalman Miley,
Miley To Khuda Har Mandir Me Or Har Masjid Me Shri Ram Miley

Chahat k kinare toot jate hain, 
Bohat rota hai aasman jab tare toot jate hain,
Zindagi mein aksar aesa hota hai,
Jinhein hum yad karte hain woh humein bhool jate hain.

Kuch sochun to tera khayal aa jaata hai,
Kuch bolun to tera naam aa jaata hai,
Kab tak chupaon dil ki baat,
Uski har ada par mujhe pyaar aa jaata hai…

Apni Muhabbat Ka Kuch Haq Adaa Kar Do,
Mere Naam Apni Kuch Wafaa Kar Do..
Agar Ye Mumkin Nahi Tere Liye To,
Apni Yaadon Ko Mujh Se Judaa Kar Do..
Do Bol Muhabbat K Bol Kar,
Mere Muhabbat Ki Aasan Raah Kar Do..
Rafta Rafta Ja Raha Hun Mout Ki Taraf.,
Mujhe Bachane K Liye Zindagi Ki Duaa Kar Do..
Aisa Nahi Kar Sakte Agar Tum To..!
Humesha K Liye Mujhe Duniya Se Alwidaa Kar Do

Jo Jitna Door Hota Hai Nazro Se,
Utna Hi Wo Dil Ke Paas Hota Hai,
Jiski Ek Jhalak Dekhne Ko Tarse Dil,
Wahi Shakhs Zindgi Me Sabse Khaas Hota Ha

Hamari "Ishq" ki dukaan hai "Ishq" le jaya karo,
Kabhi rona nhi hardam muskuraya karo.

Hum lete nhi paise
"Ishq" ke badle,
Bas apne saare ghum hame de jaya karo

Tujhse Chahat, Tere Sapno Ki Hifazat Ki Hai,
Tere Hi Waste Apno Se Bagawat Ki Hai.

Teri Masum Nigaho Ki Kasam,
Dil To Dil Meri Ruh Ne Bhi Tujhse Mohabbat Ki Hai

Aye naye saal bata tujh me naya kya hai..?
Har taraf khalq ne kyun shor macha rakha hai.

Aasman badla hai na badli ye afsurda zameen,
Ek insaan ka badalna koi baat to nahi,

Pichle barson ki tarha honge qareene tere,
Kise maloom nahi 12 mahine tere,

Be sabab dete hain kyun log mubarak badein,
Sab kya bhool gaye waqt ki kadwi yadein,

Tu naya hai to dikha subha nayi, sham nayi,
Warna in aankhon ne dekhe hain naye saal kayi...

Dil ki dhadkanon me naam hai aapka,
meri saanson k saaj me awaaj hai aapka.
Aap mujhe chaho na chaho,
par aapki har chah se chahat hai mujhko

door ho jane se rishtey nahi tootte,
Na hi sirf paas rahne se judte,
Ye to dilon ke bandhan hain,
Isiliye hum tumhein aur tum hamein nahi bhoolte

Milne Ka Wada Kar Gayi Thi
Wapas Laut Aaungi Ye Kehkar Gayi Thi
Aai Hai Ab Wo Janaze Pe Mere
Wada Wo Apna Nibhane Chali Thi

Rote rahe tum bhi rote rahe ham bhi,
kehte rahe tum bhi aur kehte rahe ham bhi.
Na jaane is jamane ko hamare ishq se kya dushmani thi,
bas samjhate reh gaye tum bhi aur samjhate reh gaye ham bhi

Ishq ki baat karte karte kahan se kahan aa gaye ham,
Unki tasveer ka deedar karte karte kahan se kahan aa gaye ham….
Wo to shayad hamare the hi nahi kabhi,
aur unhi ki raah dekhte dekhte aaj ye kahan aa gaye ham

No comments:

Post a Comment